Ad 1

shaoor mein kabhi ehsas mein basaon usay

 شعور میں کبھی احساس میں بساؤں اسے

مگر میں چار طرف بے حجاب پاؤں اسے

اگرچہ فرط حیا سے نظر نہ آؤں اسے
وہ روٹھ جائے تو سو طرح سے مناؤں اسے

طویل ہجر کا یہ جبر ہے کہ سوچتا ہوں
جو دل میں بستا ہے اب ہاتھ بھی لگاؤں اسے

اسے بلا کے ملا عمر بھر کا سناٹا
مگر یہ شوق کہ اک بار پھر بلاؤں اسے

اندھیری رات میں جب راستہ نہیں ملتا
میں سوچتا ہوں کہاں جا کے ڈھونڈ لاؤں اسے

ابھی تک اس کا تصور تو میرے بس میں ہے
وہ دوست ہے تو خدا کس لیے بناؤں اسے

ندیمؔ ترک محبت کو ایک عمر ہوئی
میں اب بھی سوچ رہا ہوں کہ بھول جاؤں اسے

Ahmed nadeem qasmi

shaoor mein kabhi ehsas mein basaon usay,Ahmed nadeem qasmi, شعور میں کبھی احساس میں بساؤں اسے,poetry,Sad Poetry,


shaoor mein kabhi ehsas mein basaon usay

magar mein chaar taraf be hijaab paon usay

agarchay fart haya se nazar nah aon usay
woh roth jaye to so terhan se manao usay

taweel hijar ka yeh jabar hai ke sochta hon
jo dil mein basta hai ab haath bhi lagaun usay

usay bulaa ke mila Umar bhar ka sannata
magar yeh shoq ke ik baar phir bulaun usay

andheri raat mein jab rasta nahi milta
mein sochta hon kahan ja ke dhoond lau usay

abhi tak is ka tasawwur to mere bas mein hai
woh dost hai to kkhuda kis liye bunun usay

ندیمؔ tark mohabbat ko aik Umar hui
mein ab bhi soch raha hon ke bhool jaoon usay
ahmed nadeem qasmi

Post a Comment

0 Comments