Ad 1

نَعتِ رَسُول مقبول ﷺ| Khuda ki Azmatain kya Hain

 


Khuda ki Azmatain kya hai،نَعتِ رَسُول مقبول ﷺ,Naat,Naat Lyrics,Naat Sharif,



خدا کی عظمتیں کیا ہیں مُحمّد مصطفٰیﷺ جانے
مــقام مصطفٰی کیــا ہے مُحمدّﷺ کـا خـــدا جانے

صدا کرنا ہی میرے بس میں تھی میں نے صدا کردی
وہ کیا دیں گے مـیں کیا لـوں گا سـخی جانے گداجانے

مریض مصطفٰی ہوں میں طبیبو چھیڑو نہ مجھ کو
مــدیـنے مــجھ کو پہنچا دو تو پـھر دارالشفاء جانے

مــری مٹی مدینہ پاک کی راہ مــیں بچھادینا
کہاں لے جائے گی اس کو مدینے کی ہوا جانے

کہا جـبریل نے سدرہ تلک میری رسائی ہے
ہیں کتنی منزلیں آگے نبی جانیں خدا جانے

ہمیں تو سرخرو ہونا ہے آقا کی نگاہوں میں
زمــانے کا ہے کیا ناصــر برا جانے بھلا جانے

جناب ناصر صاحب


*****************************************************************************************************************

Khuda ki Azmatain kya hain : نَعتِ رَسُول مقبول ﷺ




Khuda ki Azmatain kya hain Muhammad Mustafaﷺ janeN
Maqaam e Mustafa kya hai Muhammad ﷺ ka Khuda Jaane

Sada Karna hi mere bas mein thi, Main ne sada kar di
Wo kya denge main kya loonga, Sakhi jaane gada jaane


Mareez e Mustafa hoon main, tabeebo chhedo na mujhko
Madeene Mujh ko pahucha do, to phir darus-shifa jaane

Meri mitti Madeena paak ki raah mein bichha dena
Kahan le jaayegi usko, Madeene ki hawa jaane

Kaha Jabreel ne sidrah talak meri rasai hai
Hain kitni manzilain aage, Nabi jaaneN Khuda jaane

Hamein to surkhroo hona hai, aaqa ki nigahoN mein
Zamaane ka hai kya NAASIR, bura jaane bhala jaane

Janab Naasir Sahab

Post a Comment

0 Comments