Ad 1

Mujh ko yeh baat sikhayi thi barron ne mere

mujh ko yeh baat sikhayi thi barron ne mere,Ali Irtaza,Love Poetry,


 mujh ko yeh baat sikhayi thi barron ne mere

muskuratay hain to paon ki taraf dekhte hain
shehar mein kaam ke douran bhi mazdoor zaroor
aik do baar to paon ki taraf dekhte hain
jis ghari log ghataon ki taraf dekhte hain
hum tri zulff ki چھاوں ki taraf dekhte hain
aisay wehshi to nahi dasht ke qabil jo Ali
rait tapti hai to paon ki taraf dekhte hain
Ali Irtiza

مجھ کو یہ بات سکھائی تھی بڑوں نے میرے 

مسکراتے ہیں تو پاؤں کی طرف دیکھتے ہیں 

شہر میں کام کے دوران بھی مزدور ضرور 

ایک دو بار تو پاؤں کی طرف دیکھتے ہیں 

جس گھڑی لوگ گھٹاؤں کی طرف دیکھتے ہیں

ہم تری زلف کی چھاوں کی طرف دیکھتے ہیں

ایسے وحشی تو نہیں دشت کے قابل جو  علی 

ریت تپتی ہے تو پاؤں کی طرف دیکھتے ہیں 

علی ارتضی

Post a Comment

0 Comments