Ad 1

is mourr se shuru karen phir yeh zindagi


is mourr se shuru karen phir yeh zindagi
har shai jahan Hussain thi hum tum thay ajnabi

le kar chalay thay hum jinhein jannat ke khawab thay
phoolon ke khawab thay woh mohabbat ke khawab thay
lekin kahan un mein woh pehli si dilkashii

rehtay thay hum Hussain khayalon ki bheer mein
ulje hue hain aaj salawon ki bheer mein
anay lagi hai yaad woh fursat ki har ghari

shayad yeh waqt hum se koi chaal chal gaya
rishta wafa ka aur hi rangon mein dhal gaya
ashkon ki chandni se thi behtar woh zindagi

sdrshn faakir

is mourr se shuru karen phir yeh zindagi


اس موڑ سے شروع کریں پھر یہ زندگی
ہر شے جہاں حسِین تھی ہم تم تھے اجنبی


لے کر چلے تھے ہم جنہیں جنت کے خواب تھے
پھولوں کے خواب تھے وہ محبت کے خواب تھے
لیکن کہاں ان میں وہ پہلی سی دلکشی


رہتے تھے ہم حسِین خیالوں کی بھیڑ میں
الجھے ہوئے ہیں آج سوالوں کی بھیڑ میں
آنے لگی ہے یاد وہ فرصت کی ہر گھڑی


شاید یہ وقت ہم سے کوئی چال چل گیا
رشتہ وفا کا اور ہی رنگوں میں ڈھل گیا
اشکوں کی چاندنی سے تھی بہتر وہ زندگی


سدرشن فاکر

Post a Comment

0 Comments