Ad 1

Ye Kitabon k Qisse ye Fasano ki Baatein

POETRY,Kitabon se hawaala dun ya tujh ko saamne rakh dun,love poety,Ye Kitabon k Qisse ye Fasano ki Baatein,



کتابوں سے یہ سیکھا ہے
مرے استاد کہتے تھے
کہ جو ہم کہہ نہیں سکتے…

وہ ہم فرض کرتے ہیں
چلو ہم فرض کرتے ہیں
ہمیں تم سے محبت ہے
------------------------------------------

ھے تبسم ہمارے لب پر ابھی
ھم کہاں زندگی سے ہارے ھیں

--------------------------------------------
کسی کے ساتھ گئیں دل کی دھڑکنیں قیصر
پھر اس کے بعد محبت کا حادثہ نہ ہو

------------------------------------------

mohabbat chore di mein ne. .
" woh ghar bulaa ke bartan دھلواتی thi "
-----------------------------------------------

kitabon se yeh seekha hai
marey ustaad kehte thay
ke jo hum keh nahi satke …

wo hum farz kartay hain

chalo hum farz kartay hain

humain tum sy muhabbat hai

------------------------------------------

he tabassum hamaray lab par abhi
hmm kahan zindagi se hare hain

--------------------------------------------
kisi ke sath gayeen dil ki dharkanain qaisar
phir is ke baad mohabbat ka haadsa nah ho

------------------------------------------
Kitabon se hawaala dun ya tujh ko saamne rakh dun

Wo mujhse puch baithe hein Namuna kis ko kehte hain
--------------------------------------------------------------------

Ye Kitabon k Qisse ye Fasano ki Baatein

Nigahon ki Jhilmil ye Judai ki Raatein

Muhabbat ki Qasmein Nibhane k Waday

Ye Wafa ka Dhoka ya Jhoota Irada

Ye Baatein Kitabi ye Nazmein Purani

Na In ki Haqiqat na In ki Kahani

Na Likhna Inhe na Mehfooz krna

Ye Jazbaat hain bs Inhe Mehsoos krna …!!!


These are the stories of the books 

 these are the fables

 these are the twinkling of the eyes ,

these are the nights of separation 

Are just feeling them  ! !


یہ کتابوں کے قصے یہ فسانوں کی باتیں

نگاہوں کی جھلمل یہ جدائی کی راتیں

محبت کی قسمیں نبھانے کے وعدے

یہ وفا کا دھوکہ یا جھوٹا اِرادَہ

یہ باتیں کتابی یہ نظمیں پرانی

نا ان کی حقیقت نا ان کی کہانی

نا لکھنا انہیں نا محفوظ کرنا

یہ جذبات ہیں بس انہیں محسوس کرنا 


Post a Comment

0 Comments