Ad 1

koi Ramaq marey chehray pay ab khushi ki nahi | magar jo aankh mein ruut hai woh be basi ki nahi

 

koi Ramaq marey chehray pay ab khushi ki nahi,magar jo,aankh mein ruut hai woh be basi ki nahi,Recent,Urdu shairi,sad urdu shairi,



کوئی رمق مرے چہرے پہ اب خوشی کی نہیں

مگر جو

آنکھ

میں رت ہے وہ بے بسی کی نہیں

یہ تیرگی مجھے کچھ اس لئے غنیمت ہے مجھے چراغ کی خواہش تھی روشنی کی نہیں

ہم ایسے عام سے چہروں کو کون پوچھتا ہے یہاں اداؤں کی قیمت ہے سادگی کی نہیں

میں

ایسے ہجر کے ہمراہ جی نہیں سکتی دعا ضرور، مگر دوست ، زندگی کی نہیں
-----
جہاں بھی بیٹھ کے شاعر لگائیں گے محفل کریں گے شاعرہ کی بات ، شاعری کی نہیں

میں پورے شہر کی ہمدردیوں کا کیا کرتی
 مجھے کسی کی ضرورت تھی ، ہر کسی کی نہیں

کومل جوئیہ
koi Ramaq marey chehray pay ab khushi ki nahi
magar jo
aankh
mein ruut hai woh be basi ki nahi
yeh tayragi mujhe kuch is liye ghanemat hai mujhe chairag ki khwahish thi roshni ki nahi
hum aisay aam se cheharon ko kon puchta hai yahan aadaon ki qeemat hai saadgi ki nahi
mein
aisay hijar ke hamrah jee nahi sakti dua zaroor, magar dost, zindagi ki nahi
jahan bhi baith ke shayar lagayen ge mehfil karen ge shaeirah ki baat, shairi ki nahi

mein poooray shehar ki humdardion ka kya karti mujhe kisi ki zaroorat thi, har kisi ki nahi
komal joyih

Post a Comment

0 Comments