Ad 1

Zulf e paichan ky hum sanwaray hain

 Zulf e paichan ky hum sanwaray hain

 زلفِ پیچاں کے خم سنوارے ہیں

مجھ کو پھر پیش نئے اشارے ہیں
۔
آج وہ بھی نظر نہیں آتے
کل جو کہتے تھے، ہم تمہارے ہیں
۔
ہم نشیں اک تیرے نہ ہونے سے
بڑی مشکل سے دن گزارے ہیں
۔
تجھ کو پا کر بھی، کچھ نہیں پایا
تیر ے ہو کر بھی بے سہارے ہیں

جون ایلیاء

zulf e paichan ky ghum sanwary hai, jhon ellia



zulf e paichan ky hum sanwaray hain

zulff pechan ke khham sanware hain

mujh ko phir paish naye isharay hain
.
aaj woh bhi nazar nahi atay
kal jo kehte thay, hum tumahray hain
.
hum nashen ik tairay nah honay se
barri mushkil se din guzaray hain
.
tujh ko pa kar bhi, kuch nahi paaya
teer y ho kar bhi be saharay hain

John ellia

Post a Comment

0 Comments