Gham hai ya khushi hai to meri zindagi hai to URDU POETRY NASIR KAZMI



غم ہے یا خوشی ہے تو
میری زندگی ہے تو


آفتوں کے دور میں
چین کی گھڑی ہے تو

Nasir Kazmi,Sad Poetry,gham hai ya khushi hai to meri zindagi hai to .URDU POETRY,


میری رات کا چراغ
میری نیند بھی ہے تو


میں خزاں کی شام ہوں
رت بہار کی ہے تو

دوستوں کے درمیاں
وجہ دوستی ہے تو


میری ساری عمر میں
ایک ہی کمی ہے تو

میں تو وہ نہیں رہا
ہاں مگر وہی ہے تو


ناصرؔ اس دیار میں
کتنا اجنبی ہے تو

ناصر کاظمی

 gham hai ya khushi hai to
meri zindagi hai to


aafton ke daur mein
chain ki ghari hai to


meri raat ka chairag
meri neend bhi hai to


mein khizaa ki shaam hon
ruut bahhar ki hai to


doston ke darmia
wajah dosti hai to


meri saari Umar mein
aik hi kami hai to


mein to woh nahi raha
haan magar wohi hai to


ناصرؔ is deyaar mein
kitna ajnabi hai to


nasir kazmi

Post a Comment

0 Comments