Ad 1

Us kay Aik ishare Par Main Mout Se Bhi Lar Jata Tha Wo Kehta Tha Yeh karna hay! Aur Main Wo Kar Jata Tha

 

Us kay Aik ishare Par Main Mout Se Bhi Lar Jata Tha Wo Kehta Tha Yeh karna hay! Aur Main Wo Kar Jata Tha


أس کے ایک اشارے پر میں موت سے بھی لڑ جاتا تھا  وہ کہتا تھا یہ کرنا ہے اور میں وہ کر جاتا تھا

Us kay Aik ishare Par Main Mout Se Bhi Lar Jata Tha Wo Kehta Tha Yeh karna hay! Aur Main Wo Kar Jata Tha

آج اگر وہ مر بھی جائے تو بھی فرق نہیں پڑنا کا جواب نہ آنے پر دل زخموں سے بھر جاتا تھا

جس

Aaj agar Wo Mar Bhi Jaaye To Bhi Farq Nahi Parta Jis Ka Jawab Na Aane Par Dil Zakhmon Se Bhar Jata

Tha

اب اپنے اندر رہتا ہوں بات سے بھی کتراتا ہوں میں مجمعوں کے مجمعے سر کر جاتا تھا ساتھ تھا جب وہ

Ab apne Andar Rehta Hon Baat Se Bhi Katraata Hon Jab Wo Sath Tha Main Majmon Ke Majmay Sar Kar Jata Tha

جلن نہیں تھی، خوف تھا مجھ کو اُس کے جدا ہو جانے کا میں ڈر جاتا تھا دل وہ جس سے ہنس کر ملتا تھا میں

Jalan Nahi Thi ! Khof Tha Mujh Ko, Us Ke Juda Ho Jane Ka

Wo Jis Se Hans Kar Milta Tha Main Dill Mien Dar Jata Tha!

آج اشارے پر اُس کو فٹ پاتھ پہ دیکھ کے یاد آیا کو گھر پہنچا کر میں اپنے گھر جاتا تھا ؟؟ یہ تھا ؟ جس

Aaj Ishare Par us Ko Footpath Pe Dekh Ke Yaad Aaya Yeh Tha? Jis ko Ghar Pohancha Kar Main Apne Ghar Jata Tha ??

alizaryoun

Post a Comment

0 Comments