Zulf dekhi hai ke nazron ne ghata dekhi hai | Jee utha wo jis ne Muhammad ki ada dekhi hai


Naat Lyrics


Zulf dekhi hai ke nazron ne ghata dekhi hai
Lut gaya wo jis ne Muhammad ki ada dekhi hai


نعت
-----------------------
زلف دیکھی ہے كے نظروں نے گھٹا دیکھی ہے
لٹ گیا جس نے محمد کی ادا دیکھی ہے


اپنے چہرے کو اب نہ چھپانا میرے آقا

كے بعد مدت كے بیماروں نے شفا دیکھی ہے


مرحبا پنجتن پاک کی شان و عظمت
اِس گھرانے کی دو عالم میں ضیا دیکھی ہے


سَر جھکاتے ہوئے چلتے ہیں وفادار سبھی
جب سے غازی کی زمانے نے وفا دیکھی ہے


اِبْن ظاہرہ میں تیری شان عبادت پہ نثار
بندگی تیری زمانے سے جدا دیکھی ہے


آج سرکار نے زلفوں کو سنوارا ہو گا
تبھی حاکم نے معطر سی فضا دیکھی ہے


زلف دیکھی ہے كہ نظروں نے گھٹا دیکھی ہے


جی اٹھا وہ جس نے محمد کی ادا دیکھی ہے


Zulf dekhi hai ke nazron ne ghata dekhi hai
Jee utha wo jis ne Muhammad ki ada dekhi hai

Apne surat ko na ab ankh se ohjal kerna
Ke bad mudhat ke bemaron ne shifha dekhi hai

Marhaba Punjtan Pak ki Shan o Azmat
Is gharane ki do alaam mein ziyah dekhi hai

Sar jukhaie huwe chaltay hain wafadar sabhi
Jab se ghazi ki zamane ne wafa dekhi hai

Ibn e Zahra mein teri shan e Ibadaat pe nisar
Bandaghi teri zamane se juda dekhi hai

Aj Sarkar ne zulfon ko sanwara ho ga
Tabhi hakim ne Muhattar se faza dekhi hai

Zulf dekhi hai ke nazron ne ghata dekhi hai
Jee utha wo jis ne Muhammad ki ada dekhi hai

Post a Comment

0 Comments